Wednesday 27 April 2011

vichar ka pariwar

vichar ki satyata kya he .vichar hota kya he .ye vichar he to q he vichar koi mamooli si vastu nahi vichar jeevan ka sab se mahatva poorn hissa he .shree nikhleshwar keh te hi ki nirnay ek shan me ho ta he .ye nirnay bhi to kisi na kisi vichar se ho ta he .par ye vichar rahta kaha he aap sabhi bhali bhati jaan te he .ji ha ap ke andar nahi aap ke sab se top floor pe yani aap ke mastiksh me .ya hi pe vichar ka pariwar nivaas kar ta he .0000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000... akhir vichar ke parivar me hota kon 2 he to pat kiji ye ji ha .vichar hamare jeevan ka mookhiya hota he vichar ka parivar me jo log rahte he vo he vishwaas or karm .karm kya he vichar or vishwaas ka putra ho ta he karm arthat jab tak app ka vichar mazboot nahi ho ga tab ak aap ko vishwaas nahi ho ga .or jab vishwaas nahi ho ga to aap karm ko kar ne asamarth ho jaenge .varan vichar ki mazbooti se hi vishwaas  ardahangini ban paati he or in ke paras par sath se hi to achhe or boore karm ka nirmman hota he .                                                                                                                    vi                                                                     vichar pita hota he ...vishwaas mata hoti he ...karm putra hota he     

1 comment: